Yeh Saazish hai Boondon ki...


Dedicated to the rains in Bangalore; and to the "subject" in these lines... ;-)
Lines from the movie Fanaa [2006, Hindi] ...
..........................................................................................................


Yeh Saazish Hai Boondo Ki, Koi Khwahish Hai Chup Chup Si
Dekho Na...

Hawa Kuch Hole Hole, Zubaan Se Kya Kuch Bole
Kyun Doori Hai Ab Darmiyaan
Dekho Na...

Phir Na Hawaayein Hongi Itni Besharam
Phir Na Dag Mag Dag Mag Honge Yeh Kadam
Saawan Yeh Seeda Nahin Koofiya Bada
Kuch To Baraste Hue Keh Raha
Samjo Na...

Hawa Kuch Hole Hole, Zubaan Se Kya Kuch Bole
Kyun Doori Hai Ab Darmiya
Dekho Na...

Jugnu Jaisi Chaahat Dekho Jale Mujhe
Meethi Si Mushkil Hai Koi Kya Karen
Hoton Ki Arzi Aisi Tukhrao Na
Saanson Ki Marzi Ko Jutlao Na
Chulo Na...

Hawa Kuch Hole Hole, Zubaan Se Kya Kuch Bole
Na Doori Hai Ab Darmiya
Dekho Na...




Comments

Popular posts from this blog

The Hourglass of Memory

The Case of the Missing Mustache

A Winter Night’s Love